आचार्य चाणक्य की नीतियों का अद्भुत संग्रह है
- Dust patni, jhutha mitra, badmas naukar aur sarp ke sath niwas mityu ke saman hai. **Acharya Chanakya Quotes In Hindi**
- Future me aane wali problems ke liye dhan ikaththa kare, aisa na soche ki dhanwan ke liye musibat kaisi jab dhan sath chhodta hai to baki dhan bhi tezi se ghatne lagta hai.
- Us desh me niwas na kare jaha apki koi izzat nahi ho, jaha aap rojgaar nahi kama sakte, jaha apka koi mitra nahi aur jaha aap gyan na le sake.
- Aise jagah ek din bhi niwas na kare jaha:-
- Ek dhanwan vyakti.
- Ek bramman jo vaidik shatro me nipud ho
- Ek nadi.
- Aur ek doctor na ho.
- Buddimaan vyakti ko aise desh me kabhi nahi jaha chahiye jaha chahiye jaha:-
- Rojgaar kamane ka koi madhyam na ho.
- Jaha logo ko kisi baat ka bhay na ho.
- Jaha logo ko kisi baat ki lazza na ho.
- Jaha log budhdhimaan na ho.
- Aur jaha log daan dharm na karte ho
- Naukar ki pariksha tab kare jab bah kartvya ka palan na kar raha ho.**acharya chanakya quotes in hindi**
- Ristedar ki pareeksha tab kare jab aap musibat me ghire ho.
- Mitra ki pariksha vipreet paristhiti me kare.
- Aur jab apka waqt acha na chal raha ho tab patni ki pariksha kare.
- Agar ho sake to jahar me se bhi amrat nikaal le.
- Yadi sona gandgi me bhi pada ho to use uthaye , dhoye aur apnaye
- Nichle kul se bhi agar gyan lene me sankoch na kare
- Usi tarah yadi koi badnaam ghar ki kanya bhi mahan gudo se sampan hai aur apko seekh deti hai to grahan kare.
- Jhuth bolna, kathorta, chhal karna, bewakufi karna lalach karna apvitrata aur nirdayita ye sab durgun hai.
- Ek Bure mitra par kabhi viswas na kare, ek ache mitra par bhi viswas na kare kyu ki aise log apse rust hote hai to apke sabhi raaz se parda khol dege.
ये भी पढ़े!!
Best 14 Ways Of Quit Smoking || धूम्रपान छोड़ने के सर्वश्रेष्ठ 14 तरीके
बिल गेट्स Bill Gates हर सेकंड 12,054 रूपए कमाते है
सावित्रीबाई फुले भारत की पहली शिक्षिका !!
Biography of Rani Laxmi-Bai in Hindi
प्रधानमन्त्री श्री नरेन्द्र मोदी नारे एवं उद्धरण
13 फिल्मों के ऐसे डायलॉग जो आपको कहीं हिम्मत नहीं हारने देंगे