HOW TO CREATE ADSENSE ACCOUNT
Chahe apka blogger ho ya website, aapko AdSense account banana Zaroori Hota Hai. Kyunki AdSense Hamare blogger ya website par ad deta hai JisSe, Hame earning hoti hai Iske Alawa affiliate marketing karke aap paisa kama sakte hai. Lekin AdSense ads lagaane ke liye ek best platform hota hai. Lagbhag Sabhi AdSense ka use karte hai chahe woh blogger ho, ya koi website developer, ya website owner ya koi youtuber ho. Kyunki AdSense sabse Jyada paisa deta hai.
Aaj ki is post Mein Hum AdSense ke baare mein baat karenge aur batayenge ki AdSense par account kaise banate hain AdSense account kaise approve karwate how to create AdSense account??
AdSense account banane ke liye aapko kya kya chahiye is baare mein hum discuss Karenge.
Sabse Pehle Toh Mai Aap Ko Bata du Ki aapko AdSense ki term and condition ko follow karna hoga agar aap AdSense ki term and condition ko follow nahi karte hai to Aapka account suspend ho sakta hai. Isliye main suggestion Dunga Ki aap, AdSense ki term and condition ke hisab se work kare aur AdSense ki term and condition ko follow kare to aap Ek successful blogger Ban Jayenge.
Aur Google ki term and condition ke hisab se aap ek hi AdSense account bana sakte hain. Google Ek Se Jyada AdSense account banane ke liye allowed nahi karta hai.
Toh Chaliye Shuru Karte Hain
AdSense ka account kaise banate hain step by step
1:- Google AdSense account banane ke liye kya kya chahiye.
Google AdSense account banane ke liye aap ko sabse Pehle Ek Gmail ID chahiye
Ya toh aap ki website honi chahiye ya phir aapka YouTube account hona chahiye Jis Se aap YouTube website ya blog par ads De sake.
A- Gmail account
B- YouTube account ya website or blog
gmail-id-kaise-banaye-step-by-step
Aapke paas Agar Gmail account hai to add gmail account se AdSense id bana sakte hain
Aur Agar nahi hai to Gmail account banane ke liye aap Hamari dusri post kar sakte hain Jiske liye Yaha click kare
gmail-id-kaise-banaye-step-by-step
Ab dekhte hai AdSense account step by step kaise banate hain.
1:- sabse Pehle Aap Google par AdSense search kariye Phir AdSense ki website www.adsense.com hai us per click kijiye.
2:- Jaise Hai AdSense ka homepage aapke Samne open hoga isme Ek sign up now ka button Hoga us Par aap click kijiye.
3:- ab Ek new window aapke Samne khulegi
Isme puchha Jayega Ki email se aap log-in Hai Usi Id se account banana Chahte Hain Ki Kisi dusri Id se AdSense account banana Chahte H.
Agar aap usi email id say AdSense account banana chahte hain toh aap yes Kijiye aur Agar Kisi dusri email id se Gmail account banana chahte hain toh aap create or use another account per click kijiye.
5:- ab second number par window khulegi jis mein aap se aapki website ya phir YouTube ka URL Pucha Jayega. Agar aap ki website hai toh website ka naam daliye nahi toh office mai apni YouTube ka URL daal sakte hain. Neeche language select kar ke continue kar dijiye.
6:- ab 3rd number par Ek information window khulegi jis mein aapko kuch information fill Karni Hogi jaise ki country,time zone,account number, name etc Yeh pura form Bhar Ke submit my application kar dijiye.
7:- bas aap ko Ab Kuch nahi karna hai aapka AdSense account ban gaya hai ab AdSense account approval Main 2 Se 5 Din lag sakte hain jaise hi aapka AdSense account approved Ho Jayega aap ki email account inbox Main Ek email Aaj aayega ki congratulation your account approved.
How can monetize your youtube channel with adsense!!
Main Aasha Karta Hoon Ki post padne Ke Baad aap aasani se AdSense account bana sakte hain Phir Bhi aapko agar koi problem hai to aap mujhe contact kar sakte hain Dhanyavad Agar aapko post Accha Lage to aap apne Dosto ke sath share Kare aur Hame Facebook page,Google Plus par follow kar sakte hain.
ये भी पढ़े!!
बिल गेट्स Bill Gates हर सेकंड 12,054 रूपए कमाते है
गोरा होना चाहते है तो कीजिये आसान से उपाय!!
सावित्रीबाई फुले भारत की पहली शिक्षिका !!
Biography of Rani Laxmi-Bai in Hindi
प्रधानमन्त्री श्री नरेन्द्र मोदी नारे एवं उद्धरण
13 फिल्मों के ऐसे डायलॉग जो आपको कहीं हिम्मत नहीं हारने देंगे