Mene chay bechi hai lekin kabhi apna desh nahi becha.**20 Famous Quotes Of PM Narendra Modi**
Mujhe Desh ke liye marne ka mauka nahi mila lekin mujhe desh ke liye jeene ka mauka mila hai.
Me logo ki umeedo par khara utarne ki koshis karuga.
Me ek ashabadi vyakti hu.
Apke sapne mere sapne hai, aur me ye sunischit karuga ki apke sapne pure ho
Sabka sath sabka vikash
Ham yaha position pane nahi aye Zimmedari lene aaye hai
Mere liye dharm kaam ke prati nistha hai
Wo lut rahe hai bharat ko me khamosh kaise ho jau
Ham me se sab me achche bure dono gud hote hai jo achcho par dhyan deta hai wo safal ho jata hai
Ye important hai ki ham apne desh ke yuvao ko kis nazariye se dekhte hai.
Suraj se sheekho- Jo nirantar chalte rahte hai wahi meetha fal pate hai.
Desh ka gaurav hoga to kisi ko bhi desh par ankh uthane ki himmat nahi hogi.
Fark thoda sa hai tere aur mere ishq me tu Mashuk ke liye raat bhar jagta hai aur mujhe desh ke halaat sone nahi dete.
Main ek aise bharat ka nirman karuga jaha aane ke liye ek american bhi line me khade hokar visa lega
Vijay aur Parajay dono me hi shikh hai jo vijay se sheekh nahi leta wo parajay ke beez bota hai aur jo parajay se seekh nahi leta wo vinash ke beez bota hai.
Sava-sau crore desh-vashiyo ka hath jiske sar par ho usse bada nashib bala koi nahi hota hai.
Main apse vada karta hu agar aap 12 gante kaam karege to me 13 gante karuga aap 13 gante kaam karege to me 14 gante karuga Kyu ki me is desh ka Pradhan mantri nahi Pradhan sevak hu
Kadi mehnat kabhi thakaan nahi lati, Usse to santosh milta hai.
Kendra sarkar ki atankbad se nipatne ki koi ikcha nahi hai balki samay ki maag ye hai ki iske khilaf sakhat karwahi ho.